Wednesday, August 6, 2025

Dukh

 Jab kabhi koi itna dukh de de ki ansu bhi nikal paye aur matha pura confused ho jaye ki isne kasa kyu kiya.... Tab jake tunhe apni asli aukat samajh ati he ki, tum bhagwan ki leela ke samne kuch nhi ho. Sab kuch wohi rach rhenhe. Sab khel unhi ka khela hua hai. 

Man ko bandho aur age badhete raho, isime tumhari bhalai hai.

No comments:

Post a Comment

Kanto Ki Chubhan

 Is duniya me kho se gue hum, Apna Vajood pehchan na paaye hum Chubhte hue kaanto me apne seene ko paya har dam, lahu nikalta raha laal rang...